गुरुवार, 16 अगस्त 2018

Atal ji ki yad me.... 
Dil se nikli ek kavita. 
Prastut hai...

A- ae bharat ke ratn,
T- tune kiye jo prayatn.
A- abhari hai ham, ki
L- laut aao hey hind chaitany.


B- bhart ke tum atal sankalp ho,
I- ln dino bhi, tum ek matr vikalp ho.
H- hindustan pukarta hai thumne,
A- aap nahito, kaise desh ka   kayakalp  ho ?
R- ro raha hai desh, aap ki yad me
I- is hriday ka dukh ab kaise alp ho.

B- bhasan ho hindi me, tere jaisa,
A- andaj ho rajnetao ka, tere jaisa.
J- jo pure jagat ki jay chahe, koi tere jaisa,
P- parmanu sampan rastra banade, koi tere jaisa.
E- ek brambhchari sa, jivan ho tere jaisa.
Y- Yaha koina raha, ab  atal sarkar tere  jaisa,
I- is desh ki naiya ko, patwar chahie tere jaisa.


Atal ji ke antim vidayi me ,
Shabd pushp ki sharadhjali.

- Abhishek kumar 
16.08.2018

Rachnatmak sansar

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें

C-7a: Pedagogy of social science [ B.Ed First Year ]

1. माध्यमिक स्तर पर पढ़ाने के लिए आपके द्वारा चुने गए विषय का क्षेत्र क्या है ? उदाहरण सहित व्याख्या करें। माध्यमिक स्तर पर पढ़ाने के लिए हम...